Cast: Taapsee Pannu, Ali Fazal, Shriya Saran, Raftaar
Music Label: Zee Music Company
Kainch le Qashh lyrics
Dil besharam chahe nasha ik dum taaza Karega malang gore dhuein wala rang aaja Dil besharam chahe nasha ik dum taaza Karega malang gore dhuein wala rang aaja Yeh saansein hawa mein uda le labon se tu bas Aao bhula de zamaane ki saari tu ye kashmakash Khainch le qash Khainch le qash Khainch le qash Khainch le qash Drop Drop! Drop! Drop the world! [Raftaar Rap] Dhuwaan udey slow-mo Water fall flow flow Bhole ka bhagat main Namak ko hai no no Na main karta blow blow Chhodo tumbhi coco Green karo scene Baaki saari cheeze roko Sha! Malana Malana ko laake Pahadon se bharo chillam sha Falaana dhikana ko door bhagao Jo kare bharam khas karke pass kar Bhole ka tu raas kar Sharab hai kharab Beth dum ke tu jahaaz par Jaan le isme woh baat hai Yeh chakh liya jo ik dafa Maangega phir dobara Hain buri iski ghulamiyan Par hai sukoon isme bada Tujhko nahi hai yeh pata Khench le kash Khench le kash Khench le kash Khench le kash (x2) Drop, Drop, Drop, Drop the world!
0 Comments